Banke Savera Aayi Ho lyrics by Abhijeet - original song full text. Official Banke Savera Aayi Ho lyrics, 2025 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Abhijeet – Banke Savera Aayi Ho lyrics
Banke savera aayi ho tum meri raahon mein
Chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
Tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
Main kho jaana chahu tere khwaabon mein
Banke savera aayi ho tum meri raahon mein

Phoolon pe giri ho jaise shabnam
Hothon pe nami hain aaisi jaanam
Phoolon pe giri ho jaise shabnam
Hothon pe nami hain aaisi jaanam
Yeh mastiyaan yeh shokhiyaan
Khilkhilaakar tera hasna aur kisi mein kaha
Banke savera aayi ho tum meri raahon
Chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
Tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
Main kho jaana chahu tere khwaabon mein
Banke savera aayi ho tum meri raahon mein

Roshan hain sitaaron jaisa tan mann
Kirnon se ghiri ho jaise dulhan
Roshan hain sitaaron jaisa tan mann
Kirnon se ghiri ho jaise dulhan
O naazani o dilnashi husne jaana dil mein kar de
Laakhon armaan jawaan
Banke savera aayi ho tum meri raahon
Chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
Tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
Main kho jaana chahu tere khwaabon mein
Banke savera aayi ho tum meri raahon mein
×



Lyrics taken from /lyrics/a/abhijeet/banke_savera_aayi_ho.html

  • Email
  • Correct
Submitted by Iopt

Banke Savera Aayi Ho meanings

Write about your feelings and thoughts about Banke Savera Aayi Ho

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

Featured lyrics

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z