Mujhko jisne chaha main uska na huaan
Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi
Jise maine maanga mujhe na woh mila
Mujhko jisne chaha main uska na huaan
Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi
Na yeh pal hai hamara kabhi na tha yeh hamara
Kahaa pal ruka hain yeh chalta hi raha hain
Magar yeh pyar phir bhi khatam na hoga kabhi bhi
Nahi woh mila hain toh phir kaisa gila hain
Magar dil ki dhadkan khaamosh bankar
Use yaad karti har lamaha har ghadi
Jise maine maanga mujhe na woh mila
Mujhko jisne chaha main uska na huaan
Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi
Ke jab jab chaandani ko mera dil hai tarasta
Tabhi bebaat baadal kyun aake hai barasta
Magar aankhon ka aansu bina baadal hai chhalakta
Sisakta machalta na kisiki hai sunta
Zamane se chhup kar jo palken hamesha
Tera khwaab rakhti har lamha har ghadi
Jise maine maanga mujhe na woh mila
Mujhko jisne chaha main uska na huaan
Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi
Jise maine maanga mujhe na woh mila Mujhko jisne chaha main uska na huaan Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi Jise maine maanga mujhe na woh mila Mujhko jisne chaha main uska na huaan Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi Na yeh pal hai hamara kabhi na tha yeh hamara Kahaa pal ruka hain yeh chalta hi raha hain Magar yeh pyar phir bhi khatam na hoga kabhi bhi Nahi woh mila hain toh phir kaisa gila hain Magar dil ki dhadkan khaamosh bankar Use yaad karti har lamaha har ghadi Jise maine maanga mujhe na woh mila Mujhko jisne chaha main uska na huaan Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi Ke jab jab chaandani ko mera dil hai tarasta Tabhi bebaat baadal kyun aake hai barasta Magar aankhon ka aansu bina baadal hai chhalakta Sisakta machalta na kisiki hai sunta Zamane se chhup kar jo palken hamesha Tera khwaab rakhti har lamha har ghadi Jise maine maanga mujhe na woh mila Mujhko jisne chaha main uska na huaan Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi Explain Request ×
Lyrics taken from
/lyrics/a/abhijeet/jise_maine_maanga.html