Main Hoon Na (sad) lyrics by Abhijeet - original song full text. Official Main Hoon Na (sad) lyrics, 2025 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Abhijeet – Main Hoon Na (sad) lyrics
Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na
Bechain main hoon, beqaraar main hoon na
Koyi toh ho aisa, jisko apna keh sakoon
Koyi toh ho aisa, jiske dil mein reh sakoon ho'
Koyi toh kehta ek baar main hoon na
Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na
Bechain main hoon, beqaraar main hoon na

Jo bandhan toote, jo apne roothhe
Paas aa jaayein phirse dooriyaan
Ye kyun hota hai, ke dil rota hai
Bebas ho jaati hai, ye zabaan
Apne toh saare is kinaare reh gaye ho...
Tanha chala jo us paar main hoon na
Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na
Bechain main hoon, beqaraar main hoon na

Jahaan bhi main jaaun, jahaan bhi main dekhoon
Saare chehre begaane se hain
Kabhi koyi tha, jo mera hi tha
Ye qisse ab afsaane se hain
Kal zindagi ne khel khele the gaye
Kuch log jeete, jeet ke sab le gaye ho...
Hisse mein aaya jiske haar main hoon na
Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na
Bechain main hoon, beqaraar main hoon na
×

Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Bechain main hoon, beqaraar main hoon na Koyi toh ho aisa, jisko apna keh sakoon Koyi toh ho aisa, jiske dil mein reh sakoon ho' Koyi toh kehta ek baar main hoon na Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Bechain main hoon, beqaraar main hoon na Jo bandhan toote, jo apne roothhe Paas aa jaayein phirse dooriyaan Ye kyun hota hai, ke dil rota hai Bebas ho jaati hai, ye zabaan Apne toh saare is kinaare reh gaye ho... Tanha chala jo us paar main hoon na Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Bechain main hoon, beqaraar main hoon na Jahaan bhi main jaaun, jahaan bhi main dekhoon Saare chehre begaane se hain Kabhi koyi tha, jo mera hi tha Ye qisse ab afsaane se hain Kal zindagi ne khel khele the gaye Kuch log jeete, jeet ke sab le gaye ho... Hisse mein aaya jiske haar main hoon na Khoya hai paake jisne pyaar main hoon na Bechain main hoon, beqaraar main hoon na Explain Request ×



Lyrics taken from /lyrics/a/abhijeet/main_hoon_na_sad.html

  • Email
  • Correct
0
Submitted by Iopt

Main Hoon Na (sad) meanings

Write about your feelings and thoughts about Main Hoon Na (sad)

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

Main Hoon Na - Title Song Sad version

Featured lyrics

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z