Create lyrics explanation
Select some words and click "Explain" button. Then type your
knowledge, add image or YouTube video till "Good-o-meter" shows
"Cool" or "Awesome!". Publish your explanation with "Explain"
button. Get karma points!
Anandmurti Gurumaa – Faqiron Ki Duniya Ajab Hai Nirali lyrics
Faqiron ki duniya ajab hai nirali
Sada unke chehre pe rehti hai laali
Faqiron ki duniya gam se bhari hai
Khushi ki sadaa bajti rehti hai taali
Faqiron ki duniya ajab hai nirali
Sada unke chehre pe rehti hai laali
Sadaa raazi rehna raja mein prabhu ki
Koi kare pooja koi deve gaali
Faqiron ki duniya ajab hai nirali
Sada unke chehre pe rehti hai laali
Na marne ki chinta, na jeene ki asha
Yahi to hai shehanshaahi nirali
Faqiron ki duniya ajab hai nirali
Sada unke chehre pe rehti hai laali
Mano-kamna sab ki puran ho satgur
Na jaaye khali ho kaisa sawaali
Faqiron ki duniya ajab hai nirali
Sada unke chehre pe rehti hai laali
Sada unke chehre pe rehti hai laali
Faqiron ki duniya gam se bhari hai
Khushi ki sadaa bajti rehti hai taali
Faqiron ki duniya ajab hai nirali
Sada unke chehre pe rehti hai laali
Sadaa raazi rehna raja mein prabhu ki
Koi kare pooja koi deve gaali
Faqiron ki duniya ajab hai nirali
Sada unke chehre pe rehti hai laali
Na marne ki chinta, na jeene ki asha
Yahi to hai shehanshaahi nirali
Faqiron ki duniya ajab hai nirali
Sada unke chehre pe rehti hai laali
Mano-kamna sab ki puran ho satgur
Na jaaye khali ho kaisa sawaali
Faqiron ki duniya ajab hai nirali
Sada unke chehre pe rehti hai laali
Lyrics taken from
/lyrics/a/anandmurti_gurumaa/faqiron_ki_duniya_ajab_hai_nirali.html