Mere Satguru Deen Dayaal lyrics by Anandmurti Gurumaa - original song full text. Official Mere Satguru Deen Dayaal lyrics, 2025 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Anandmurti Gurumaa – Mere Satguru Deen Dayaal lyrics
Mere satguru deen dayaal
Kaag se hans banaate hain

Mere satguru deen dayaal
Ki soya manua jagaate hain

Ajab hai santo(hn) ka darbaar
Ki dete jahan bhagti bhandaar
Shabda anmol sunaate hain
Ki man ka bharam mitate hain

Mere satguru deen dayaal
Kaag se hans banaate hain

Mere satguru deen dayaal
Ki soya manua jagaate hain

Guru ji sat ka dete gyaan
Jeev ka eesh(/ish) se lagta dhyan
Ki amrit khoob pilaate hain
Ki man ki pyaas bujhate hain

Mere satguru deen dayaal
Kaag se hans banaate hain

Mere satguru deen dayaal
Ki soya manua jagaate hain

Ho kar lo guru charno ka dhyan
Sehaj parkash ho jaage gyaan
Woh apna gyaan lutate hain
Ki bhav se paar lagaate hain

Mere satguru deen dayaal
Kaag se hans banaate hain

Mere satguru deen dayaal
Ki soya manua jagaate hain
×



Lyrics taken from /lyrics/a/anandmurti_gurumaa/mere_satguru_deen_dayaal.html

  • Email
  • Correct

Mere Satguru Deen Dayaal meanings

Write about your feelings and thoughts about Mere Satguru Deen Dayaal

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

Featured lyrics

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z