Create lyrics explanation
Select some words and click "Explain" button. Then type your
knowledge, add image or YouTube video till "Good-o-meter" shows
"Cool" or "Awesome!". Publish your explanation with "Explain"
button. Get karma points!
Arijit Singh – Maine Socha Ke Chura Loon lyrics
Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,
Aur aise ke reh jaye,
Iss chori mein na kami,
Tere sinne mein mera dil dhadke,
Aur raat guzar jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,
Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,
Reshmi zulfon ke jharne khol do,
Pankhudi se labon ki kuch bol do,
Gardan ki iss surahi se,
Kuch jaam chalak jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,
Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,
Kuch kaho na abhi,
Hone do gunah,
Jism ko tum mere,
Khud mein do panah,
Koi chor hawa do jismo se,
Ho kar na guzar jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,
Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,
Aur aise ke reh jaye,
Iss chori mein na kami.
Tere hothon ki ye nami,
Aur aise ke reh jaye,
Iss chori mein na kami,
Tere sinne mein mera dil dhadke,
Aur raat guzar jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,
Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,
Reshmi zulfon ke jharne khol do,
Pankhudi se labon ki kuch bol do,
Gardan ki iss surahi se,
Kuch jaam chalak jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,
Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,
Kuch kaho na abhi,
Hone do gunah,
Jism ko tum mere,
Khud mein do panah,
Koi chor hawa do jismo se,
Ho kar na guzar jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,
Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,
Aur aise ke reh jaye,
Iss chori mein na kami.
Lyrics taken from
/lyrics/a/arijit_singh/maine_socha_ke_chura_loon.html