Raabta lyrics by Arijit Singh with meaning. Raabta explained, official 2024 song lyrics | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Arijit Singh – Raabta lyrics
Kehte Hain:
Khuda Ne Iss Jahaan Mein
Sabhi Ke Liye Kisi Na Kisi Ko Hai Banaaya
Har Kisi Ke Liye
Tera Milna Hai Uss Rab Ka Ishaara 
Maano Mujhko Banaya Tere Jaise Hi Kisi Ke Liye

Kuch Toh Hai Tujh Se Raabta 
Kuch Toh Hai Tujh Se Raabta
Kaise Hum Jaane, Hume Kya Pata
Kuch Toh Hai Tujh Se Raabta
Tu Humsafar Hai
Phir Kya Fikar Hai
Jeene Ki Wajah Hi Yehi Hai
Marna Issi Ke Liye

Kehte Hain:
Khuda Ne Iss Jahaan Mein 
Sabhi Ke Liye Kisi Na Kisi Ko Hai Banaaya
Har Kisi Ke Liye...

Hmm Meharbaani Jaate-Jaate Mujhpe Kar Gaya
Guzarta Saa Lamha Ek Daaman Bhar Gaya
Tera Nazaara Mila, Roshan Sitaara Mila
Taqdeer Ki Kashtiyon Ko Kinara Mila

Sadiyon Se Tarse Hai Jaisi Zindagi Ke Liye
Teri Sohbat Mein Duaayein Hain Ussi Ke Liye
Tera Milna Hai Uss Rab Ka Ishaara
Maano Mujhko Banaya Tere Hi Jaise Kisi Ke Liye

Kuch Toh Hai Tujh Se Raabta 
Kuch Toh Hai Tujh Se Raabta 
Kaise Hum Jaane Hume Kya Pata 
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta

Tu Humsafar Hai, Phir Kya Fiqar Hai
Jeene Ki Wajah Hi Yehi Hai
×



Lyrics taken from /lyrics/a/arijit_singh/raabta.html

  • Email
  • Correct

Raabta meanings

Write about your feelings and thoughts about Raabta

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

Featured lyrics

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z