Create lyrics explanation
Select some words and click "Explain" button. Then type your
knowledge, add image or YouTube video till "Good-o-meter" shows
"Cool" or "Awesome!". Publish your explanation with "Explain"
button. Get karma points!
Arijit Singh – Yeh Ishq Hai lyrics
Yeh Ishq hai… (x4)
Sufi ke sulfe ki lau uth ke kehti hai
Aatish ye bujhke bhi jalti hi rehti hai
Yeh ishq hai.. (x4)
Sufi ke sulfe ki lau uth ke kehti hai
Aatish ye bujhke bhi jalti hi rehti hai
Ye ishq hai…
Ye ishq hai…
Saahil pe sar rakh ke
Dariya hai soya hai
Sadiyon se behta hai
Aankhon ne boya hai
Yeh ishq hai re
Yeh ishq hai… (x2)
Tanhaai dhunta hai
Parchhaai bunta hai
Resham si nazron ko
Aankhon se sunta hai
Yeh ishq hai… (x3)
Sufi ke sulfe ki lau utthi
Allah Hoo… (Allah Hoo…)
Allah Hoo, Allah Hoo
Allah Hoo…
Sufi ke sulfe ki Lau utthi
– Allah Hoo
Jalte hi rehna hai
Baaki naa main naa tu
Yeh ishq hai…
Yeh ishq hai…
Bekhud sa rehta hai
Yeh kaisa Sufi hai
Jaage to Tabrizi
Bole to Rumi hai
Yeh Ishq Hai,
Yeh Ishq Hai,
Yeh Ishq Hai…
Sufi ke sulfe ki lau uth ke kehti hai
Aatish ye bujhke bhi jalti hi rehti hai
Yeh ishq hai.. (x4)
Sufi ke sulfe ki lau uth ke kehti hai
Aatish ye bujhke bhi jalti hi rehti hai
Ye ishq hai…
Ye ishq hai…
Saahil pe sar rakh ke
Dariya hai soya hai
Sadiyon se behta hai
Aankhon ne boya hai
Yeh ishq hai re
Yeh ishq hai… (x2)
Tanhaai dhunta hai
Parchhaai bunta hai
Resham si nazron ko
Aankhon se sunta hai
Yeh ishq hai… (x3)
Sufi ke sulfe ki lau utthi
Allah Hoo… (Allah Hoo…)
Allah Hoo, Allah Hoo
Allah Hoo…
Sufi ke sulfe ki Lau utthi
– Allah Hoo
Jalte hi rehna hai
Baaki naa main naa tu
Yeh ishq hai…
Yeh ishq hai…
Bekhud sa rehta hai
Yeh kaisa Sufi hai
Jaage to Tabrizi
Bole to Rumi hai
Yeh Ishq Hai,
Yeh Ishq Hai,
Yeh Ishq Hai…
Lyrics taken from
/lyrics/a/arijit_singh/yeh_ishq_hai.html