Jeene ki khwahish mein marna yahaan hai
Hmm…
Manzil yahi hai, yahi kaarwan hai
Jeene ki khwahish mein marna yahaan hai
Sar par uthaya hai kyun aasmaan ko
Agar badh hai jaati teri dhadkane…
Sehmi hai dhadkan
Sihri hai dhadkan
Thehri hai dhadkan
Toh kya ho gaya (x2)
Purani kitaabon ke panne sabhi
Gawahi yahaan dene aa jaayenge
Khayalon mein yaadon ke aakar ujaale
Sabhi daagh dil ke mita jaayenge
Kisko fikar hai tumhari yahaan par
Agar badh hai jaati teri dhadkane…
Sehmi hai dhadkan
Sihri hai dhadkan
Thehri hai dhadkan
Toh kya ho gaya (x2)
Khwabon ki duniya mukammal kahaan hai Jeene ki khwahish mein marna yahaan hai Hmm… Manzil yahi hai, yahi kaarwan hai Jeene ki khwahish mein marna yahaan hai Sar par uthaya hai kyun aasmaan ko Agar badh hai jaati teri dhadkane… Sehmi hai dhadkan Sihri hai dhadkan Thehri hai dhadkan Toh kya ho gaya (x2) Purani kitaabon ke panne sabhi Gawahi yahaan dene aa jaayenge Khayalon mein yaadon ke aakar ujaale Sabhi daagh dil ke mita jaayenge Kisko fikar hai tumhari yahaan par Agar badh hai jaati teri dhadkane… Sehmi hai dhadkan Sihri hai dhadkan Thehri hai dhadkan Toh kya ho gaya (x2) Explain Request ×
Lyrics taken from
/lyrics/a/atif_aslam/sehmi_hai_dhadkan.html