Create lyrics explanation
Select some words and click "Explain" button. Then type your
knowledge, add image or YouTube video till "Good-o-meter" shows
"Cool" or "Awesome!". Publish your explanation with "Explain"
button. Get karma points!
Kailash Kher – Yun Hi Chala Chal lyrics
Yun Hi Chala Chal Raahi...(2)
Kitni Hasin Hai Yeh Duniya
Bhool Saare Jhamele,
Dekh Phoolon Ke Mele
Badi Rangeen Hai Yeh Duniya
Rum Dum Dara Rutaaru Rum Dara...(3)
Bhaiya
( Yeh Rasta Hai Keh Raha Ab Mujhase
Milane Ko Hai Koi Kahin Ab Tujhse )...(2)
Dil Ko Hai Kyon Yeh Betabi Kis Se Mulakaat Honi Hai
Jiska Kab Se Arman Tha Shayad Wohi Baat Honi Hai
Yun Hi Chala Chal Rahi...(2)
Jeevan Gadi Hai Samay Pahiya
Aansoon Ki Nadiyan Bhi Hain, Kushiyon Ki Bagiyan Bhi Hain
Rasta Sab Tera Take Bhaiya
Yun Hi Chala …Hai Yeh Duniya
Dekhoon Jidhar Bhi In Raahon Mein,
Rang Pighalte Hain Nigaahon Mein
Thandi Hawa Hai, Thandi Chaanv Hai,
Door Woh Jaane Kiska Gaav Hai
Badal Yeh Kaisa Chaya, Dil Yeh Kahan Le Aaya
Sapna Yeh Kya Dikhlaya Hai Mujhko
Har Sapna Sach Lage, Jo Prem Agan Jale
Jo Raah Tu Chale Apane Man Ki
Har Pal Ki Seep Se Moti Hi Tu Chhune
Jo Tu Sada Sune Apne Man Ki
Yun Hi Chala Chal Rahi …(2)
Yun Hi Chala …Hai Yeh Duniya
Man Apne Ko Kuch Aisa Halka Paaye,
Jaise Kandhon Pe Rakha Bojh Hat Jaaye
Jaise Bhola Sa Bachpan Phir Se Aaye,
Jaise Barson Mein Koi Ganga Nahaye…(2)
Dhul Sa Gaya Hai Yeh Man,
Khul Sa Gaya Har Bandhan
Jeevan Ab Lagta Hai Paavan Mujhko..
Jeevan Mein Preet Hai, Honthon Pe Geet Hai
Bas Yeh Hi Jeet Hai, Sun Le Rahi
Tu Jis Disha Bhi Ja, Tu Pyaar Hi Luta
Tu Deep Hi Jala, Sun Le Rahi
Yun Hi Chala …Hai Yeh Duniya …(2)
Yeh Rasta Hai Kah Raha Ab Mujhse
Milne Ko Hai Koi Kahin Ab Tujhse
Rum Dum Daaraa Rutaaru Rum Daaraa…(3)
Bhaiya
Yun Hi Chala Chal Rahi…(2)
Kitni Hasin Hai Yeh Duniya...
Kitni Hasin Hai Yeh Duniya
Bhool Saare Jhamele,
Dekh Phoolon Ke Mele
Badi Rangeen Hai Yeh Duniya
Rum Dum Dara Rutaaru Rum Dara...(3)
Bhaiya
( Yeh Rasta Hai Keh Raha Ab Mujhase
Milane Ko Hai Koi Kahin Ab Tujhse )...(2)
Dil Ko Hai Kyon Yeh Betabi Kis Se Mulakaat Honi Hai
Jiska Kab Se Arman Tha Shayad Wohi Baat Honi Hai
Yun Hi Chala Chal Rahi...(2)
Jeevan Gadi Hai Samay Pahiya
Aansoon Ki Nadiyan Bhi Hain, Kushiyon Ki Bagiyan Bhi Hain
Rasta Sab Tera Take Bhaiya
Yun Hi Chala …Hai Yeh Duniya
Dekhoon Jidhar Bhi In Raahon Mein,
Rang Pighalte Hain Nigaahon Mein
Thandi Hawa Hai, Thandi Chaanv Hai,
Door Woh Jaane Kiska Gaav Hai
Badal Yeh Kaisa Chaya, Dil Yeh Kahan Le Aaya
Sapna Yeh Kya Dikhlaya Hai Mujhko
Har Sapna Sach Lage, Jo Prem Agan Jale
Jo Raah Tu Chale Apane Man Ki
Har Pal Ki Seep Se Moti Hi Tu Chhune
Jo Tu Sada Sune Apne Man Ki
Yun Hi Chala Chal Rahi …(2)
Yun Hi Chala …Hai Yeh Duniya
Man Apne Ko Kuch Aisa Halka Paaye,
Jaise Kandhon Pe Rakha Bojh Hat Jaaye
Jaise Bhola Sa Bachpan Phir Se Aaye,
Jaise Barson Mein Koi Ganga Nahaye…(2)
Dhul Sa Gaya Hai Yeh Man,
Khul Sa Gaya Har Bandhan
Jeevan Ab Lagta Hai Paavan Mujhko..
Jeevan Mein Preet Hai, Honthon Pe Geet Hai
Bas Yeh Hi Jeet Hai, Sun Le Rahi
Tu Jis Disha Bhi Ja, Tu Pyaar Hi Luta
Tu Deep Hi Jala, Sun Le Rahi
Yun Hi Chala …Hai Yeh Duniya …(2)
Yeh Rasta Hai Kah Raha Ab Mujhse
Milne Ko Hai Koi Kahin Ab Tujhse
Rum Dum Daaraa Rutaaru Rum Daaraa…(3)
Bhaiya
Yun Hi Chala Chal Rahi…(2)
Kitni Hasin Hai Yeh Duniya...
Lyrics taken from
/lyrics/k/kailash_kher/yun_hi_chala_chal.html