Dil Jo Na Keh Saka lyrics by Mohammed Rafi - original song full text. Official Dil Jo Na Keh Saka lyrics, 2024 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Mohammed Rafi – Dil Jo Na Keh Saka lyrics
Dil Jo Na Kehesaka, Vohi Raaz-e-dil,
Kehene Ki Raat Aayi..

Naghma sa koi jaag utha badan mein,
Jhankar ki si thar-thari hai tan mein,(2)
Ooo.. Mubarak tumhein,
Kisi ki larazti si bahon mein,
Rehne ki raat Aayi..
Dil Jo Na Kehesaka.

Touba Yeh Kisane Anjuman Sajake,
Tukde Kiye Hein Guncha-e-wafa Ke, (2)
Ooo.. Uchalon Gulon Ke Tukde,
Ke Rangin Fizavon Mein,
Rehene Ki Raat Aayi..

Chaliye Mubarak, Jashn Dosti Ka,
Daaman Tho Thama, Aapne Kisi Ka, (2)
Hamen Tho Khushi Yahi Hai,
Tumeh Bhi Kisi Ko Apna,
Kehene Ki Raat Aayi..

Saagar Utavo, Dil Ka Kisko Gam Hai,
Aaj Dil Ki Queemat, Jaam Se Bhi Ham Hai, (2)
Piyo Chahe Khoon-e-dil Ho,
Ke Pite Pilaate Hi,
Rehene Ki Raat Aayi..


Naghma sa koi jaag utha badan mein,
Jhankar ki si thar-thari hai tan mein,(2)
Ooo.. Mubarak tumhein,
Kisi ki larazti si bahon mein,
Rehne ki raat Aayi..
Dil Jo Na Kehesaka.

Dil Jo Na Kehesaka, Vohi Raaz-e-dil,
Kehene Ki Raat Aayi..


--ContriButed By Adnan.I.M
×



Lyrics taken from /lyrics/m/mohammed_rafi/dil_jo_na_keh_saka.html

  • Email
  • Correct
Songwriters: MAJROOH SULTANPURI, ROSHAN
Dil Jo Na Keh Saka lyrics © Royalty Network

Dil Jo Na Keh Saka meanings

Write about your feelings and thoughts about Dil Jo Na Keh Saka

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

Featured lyrics

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z