Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya lyrics by Rafi - original song full text. Official Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya lyrics, 2024 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Rafi – Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya lyrics
Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye
Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Ye tumne kaha tha ki ham hain tumhare
To ham bhi ye samajhe ki tum ho hamare
Phir hamein kis baat ki saza de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Jaha pyaar hoga shararat bhi hogi
Jaha hogi antpan mobabbat bhi hogi
Jhuki jhuki aankhon se ye pata de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Idhar rah gayi ya udhar rah gayi hai
Kahi kuch kami si magar rah gayi hai
Meri wafa ka ye kya sila de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye
Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye
×



Lyrics taken from /lyrics/r/rafi/aye_jaan_e_wafa_aaisa_bhi_kya.html

  • Email
  • Correct

Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya meanings

Write about your feelings and thoughts about Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z