Create lyrics explanation
Select some words and click "Explain" button. Then type your
knowledge, add image or YouTube video till "Good-o-meter" shows
"Cool" or "Awesome!". Publish your explanation with "Explain"
button. Get karma points!
Rafi – Meri Kahaani Bhulne lyrics
(Meri kahaani bhoolne waale... e... e...)
Meri kahaani bhoolne waale, tera jahaan aabaad rahe
Meri kahaani...
Teri khushi par mein mit jaaoon, duniya teri aabaad rahe
Meri kahaani...
Mere geet sune duniya ne magar
Mera dard koi na jaan saka
Na jaan saka
Ek tera sahaara tha dil ko
Ek tera sahaara tha
Tu bhi na mujhe pahechaan saka-2
Bachapan ke woh geet puraane, aaj tujhe na yaad rahe
Meri kahaani...
Mein apana fasaana keh na saka
Mere dil ki tamanna dil mein rahi
Lo aaj kinaare par, lo aaj kinare par aake... e... e...
Aramaanon ki kashti doob gaee-2
Kismat ko manzoor yahi tha, lab par mere fariyaad rahe
Meri kahani...

Lyrics taken from
/lyrics/r/rafi/meri_kahaani_bhulne.html