Maa lyrics by Shankar Mahadevan - original song full text. Official Maa lyrics, 2024 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Shankar Mahadevan – Maa lyrics
Main Kabhi Batlaata Nahi, Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yuun To Main Dikhlaata Nahi, Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hai Pata, Hai Na Maa
Tujhe Sab Hai Pata... Meri Maa

Bheed Mein Yuun Na Chhodo Mujhe, Ghar Laut Ke Bhi Aana Paau Maa
Bhejna Itna Door Mujhko Tu, Yaad Bhi Tujhko Aana Paau Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura... Meri Maa

Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe, Zor Zor Se Jhula Jhulate Hai Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe, Sochun Yahi Tu Aake Thaamegi Maa
Unase Main Yeh Kehta Nahi, Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aane Deta Nahi, Dil Hi Dil Mein Hi Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Na Maa
Tujhe Sab Hai Pata... Meri Maa
O Main Kabhi Batlaata Nahi, Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yuun To Main Dikhlaata Nahi, Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hai Pata, Hai Na Maa
Tujhe Sab Hai Pata... Meri Maa
×



Lyrics taken from /lyrics/s/shankar_mahadevan/maa.html

  • Email
  • Correct

Maa meanings

Write about your feelings and thoughts about Maa

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z