Do Pyaar lyrics by Sunidhi Chauhan - original song full text. Official Do Pyaar lyrics, 2025 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Sunidhi Chauhan – Do Pyaar lyrics
Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye
Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye
Kaho ab kya karein
Karein ab kya karein
Arre ab kya karein
Aji ab kya karein

Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye
Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye

Darr lagta hai yaar kahin na sher aa jaaye
Paake akele mein na hum dono ko kha jaaye
Dekhega jo tujhko tujhpe mar jayega
Meri jaan pe vo apni bhi jaan lutayega
Tere husn ke jaadu se vo bach nahin payega

Darrein hum kyon darrein
Bhala hum kyon darrein
Arre hum kyon darrein
Aji hum kyon darrein

Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye
Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye

Humne suna to par puraane log kehte hain
Aise ghane jungle mein kaale bhoot rehte hain
Tere neinon se agar vo neinon ko ladayega
Teer nigahon ka uske dil mein gadh jayega
Tere ishq ka bhoot bhooton pe chadh jayega

Galey milke galey
Chalein aashiq chalein
Chale milke chalein
Deewane hum chalein

Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye
Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye
Kaho ab kya karein
Karein ab kya karein
Arre ab kya karein
Aji ab kya karein

Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye
Ek doosre ke pyaar mein deewane ho gaye.
×

Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Kaho ab kya karein Karein ab kya karein Arre ab kya karein Aji ab kya karein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Darr lagta hai yaar kahin na sher aa jaaye Paake akele mein na hum dono ko kha jaaye Dekhega jo tujhko tujhpe mar jayega Meri jaan pe vo apni bhi jaan lutayega Tere husn ke jaadu se vo bach nahin payega Darrein hum kyon darrein Bhala hum kyon darrein Arre hum kyon darrein Aji hum kyon darrein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Humne suna to par puraane log kehte hain Aise ghane jungle mein kaale bhoot rehte hain Tere neinon se agar vo neinon ko ladayega Teer nigahon ka uske dil mein gadh jayega Tere ishq ka bhoot bhooton pe chadh jayega Galey milke galey Chalein aashiq chalein Chale milke chalein Deewane hum chalein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Kaho ab kya karein Karein ab kya karein Arre ab kya karein Aji ab kya karein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Ek doosre ke pyaar mein deewane ho gaye. Explain Request ×



Lyrics taken from /lyrics/s/sunidhi_chauhan/do_pyaar.html

  • Email
  • Correct
0

Do Pyaar meanings

Write about your feelings and thoughts about Do Pyaar

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

Pyar Ho UNPLUGGED | Sunidhi Chauhan & Vishal Mishra | Munna Michael

Featured lyrics

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z