Create lyrics explanation
Select some words and click "Explain" button. Then type your
knowledge, add image or YouTube video till "Good-o-meter" shows
"Cool" or "Awesome!". Publish your explanation with "Explain"
button. Get karma points!
Irfan Makki – Khayal lyrics
Khayal-e-Ghair ko dil se mita de ya meray Allah x2
Tajalli toor par jis noor ki Musa (A. S.) nay dekhi thee x2
Hamain bhi ik jhalak uskee dikha de ya meray Allah
Khirad ko apna deewana bana de ya meray Allah
Hussain Ibn-E-Ali (are. A. A.) kay sabr nay jiske mazay lootay x2
Hamain bhee uss bala ka hausla de ya meray Allah
Khayal-e-Ghair ko dil se mita de ya meray Allah

Muhammad mustafa ne rosheney de aey Madinah x2
Hamey us anjuman me shamel kar de ya meray Allah x2

Ya meray Allah

Lyrics taken from
/lyrics/i/irfan_makki/khayal.html