Ham Pyaar Tum Hi Se lyrics by Lata Mangeshkar - original song full text. Official Ham Pyaar Tum Hi Se lyrics, 2024 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Lata Mangeshkar – Ham Pyaar Tum Hi Se lyrics
Hum pyaar tumhi se karte hai-2
Nadaan baalam tum kyaa jaano
Tum rooth gaye, dil tut gayaa
Paaya hai jo gum tum kyaa jaano
Hum pyaar tumhi se karte hai

Jab hum ko banaaya thaa apnaa
Kyun haal naa dil kaa jaan sake
Ek phool chunaa
Ek phool chunaa aur fenk diyaa
Khushboo le naa sake
Thukaraa diyaa meri ulfat ko
Apnaa ye sitam tum kyaa jaano
Hum pyaar tumhi se karte hai

Mit jaaye muhobbat ki duniyaa
Ye baat koi aasaan nahin
Armaan bharaa
Armaan bharaa ye dil meraa
Naazuk hai magar naadaan nahin
Munh pher lo hum se laakh magar
Badalenge naa hum, tum kyaa jaano
Hum pyaar tumhi se karte hai

Hum pyaar tumhi se karte hai
Nadaan baalam tum kyaa jaano
Hum pyaar tumhi se karte hai

Posted by: p you are n I'm a
×



Lyrics taken from /lyrics/l/lata_mangeshkar/ham_pyaar_tum_hi_se.html

  • Email
  • Correct

Ham Pyaar Tum Hi Se meanings

Write about your feelings and thoughts about Ham Pyaar Tum Hi Se

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

Featured lyrics

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z