Jaane Naa Jaane lyrics by Lata Mangeshkar - original song full text. Official Jaane Naa Jaane lyrics, 2025 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Lata Mangeshkar – Jaane Naa Jaane lyrics
Jaane naa, jaane naa haay
Ye duniya, jaane naa dil ki lagi
Bigadi banaaon, kaise un ko manaaon re
Ye duniya, jaane naa dil ki lagi
Haay raam, jaane naa dil ki lagi

Dil mein rahe woh mere
Dil ki naa jaani, haay dil ki naa jaani
Kaanto mein ulajhi roye
Meri zindagaani, roye meri jawaani
Kaise ise sulajhaaon,
Mein kaise, mein kaise ise sulajhaaun re
Ye duniya jaane naa dil ki lagi
Haay raam, jaane naa dil ki lagi

Saath sahaare chhute
Aas ke taare tute, aas ke taare
Kaliyaan to khil naa saki
Dil se angaare phute, dil se angaare
Aag se aag bujhaun
Bujhaun kaise, aag se aag bujhaun re
Ye duniya jaane naa dil ki lagi
Haay raam, jaane naa dil ki lagi

Jaane naa, jaane naa haay
Ye duniya jaane naa dil ki lagi

Posted by: p you are n I'm a
×



Lyrics taken from /lyrics/l/lata_mangeshkar/jaane_naa_jaane.html

  • Email
  • Correct

Jaane Naa Jaane meanings

Write about your feelings and thoughts about Jaane Naa Jaane

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z