Create lyrics explanation
Select some words and click "Explain" button. Then type your
knowledge, add image or YouTube video till "Good-o-meter" shows
"Cool" or "Awesome!". Publish your explanation with "Explain"
button. Get karma points!
Mohit Chauhan – Rozana lyrics
La laa laa laa.rozana.
Tum ho khabar aisi
Padhta hoon jisko main
Akhbaar ke jaise
Rozana.
Tere naam se aksar
Panne sajaata hoon
Bin baat bas yunhi.
Rozana.
Mera waqt tumne bin dekhe na kate
Aur dekhoon to nazarein ye na hatein
Tum ho khabar aisi
Padhti hoon jisko main
Akhbaar ke jaise
Rozana.
Tere naam se aksar
Panne sajaati hoon
Bin baat bas yunhi.
Rozana.
Tu meri aadat sa banta ja raha
Log kahte main bigadta ja raha
Ho khwab tere dekhti hoon raat din
Tu meri palkon pe chalta jaa raha
Mujhe rang tere bas pakke lagte hain
Baaki sab rishtein kachhe lagte hain.
Tum ho ghazal aisi
Jisey dil se likhta hoon
Apne khyalon mein.
Rozana.
Tum ho khabar aisi
Padhta hoon jisko main
Akhbaar ke jaise main.
Rozana.
Ho gaye jo mere wo halaat ho
Odhna chahun jisey wo raat ho
Jaise coffee ki latt chhute nahi
Bin tere ye din mere beete nahi.
Tere dard bhi mujhko meethe lagte hain
Aur duniya ke gham jhoothe lagte hain.
Tum ho safar aisa
Jispe nikalta hoon
Main neend mein aksar.
Rozana.
Tum ho gunaah aisa
Jisey jankar ke main
Bas kar hi deta hai hoon
Rozana
Tum ho khabar aisi
Padhta hoon jisko main
Akhbaar ke jaise
Rozana.
Tere naam se aksar
Panne sajaata hoon
Bin baat bas yunhi.
Rozana.
Mera waqt tumne bin dekhe na kate
Aur dekhoon to nazarein ye na hatein
Tum ho khabar aisi
Padhti hoon jisko main
Akhbaar ke jaise
Rozana.
Tere naam se aksar
Panne sajaati hoon
Bin baat bas yunhi.
Rozana.
Tu meri aadat sa banta ja raha
Log kahte main bigadta ja raha
Ho khwab tere dekhti hoon raat din
Tu meri palkon pe chalta jaa raha
Mujhe rang tere bas pakke lagte hain
Baaki sab rishtein kachhe lagte hain.
Tum ho ghazal aisi
Jisey dil se likhta hoon
Apne khyalon mein.
Rozana.
Tum ho khabar aisi
Padhta hoon jisko main
Akhbaar ke jaise main.
Rozana.
Ho gaye jo mere wo halaat ho
Odhna chahun jisey wo raat ho
Jaise coffee ki latt chhute nahi
Bin tere ye din mere beete nahi.
Tere dard bhi mujhko meethe lagte hain
Aur duniya ke gham jhoothe lagte hain.
Tum ho safar aisa
Jispe nikalta hoon
Main neend mein aksar.
Rozana.
Tum ho gunaah aisa
Jisey jankar ke main
Bas kar hi deta hai hoon
Rozana
Lyrics taken from
/lyrics/m/mohit_chauhan/rozana.html