Ab aur hamara koi naheen
Tab dil ke saharay thay kiya kiya
Ab dil ka sahara koi naheen
Ik gham ke siwa is duniya main
Is dil ki kashti maujon main
Doobay gi phir doobay gi
Nadiya hai kinara koi naheen
Toofan hai sahara koi naheen
Ik gham ke siwa is duniya main
Raat andheri gham ke sayay
Kalay badal tez hawa
Aik andhera chaya hai
Aur chaand sitara koi naheen
Ik gham ke siwa is duniya main
Dil raakh howa barbaad howay
Aur aag lagi deewaron main
Is ghar main akailay baithay hain
Aur saath tumhara koi naheen
Ik gham ke siwa is duniya main
Ab aur hamara koi naheen
Tab dil ke saharay thay kiya kiya
Ab dil ka sahara koi naheen
Ik gham ke siwa is duniya main
Ik gham ke siwa is duniya main
Ik gham ke siwa is duniya main Ab aur hamara koi naheen Tab dil ke saharay thay kiya kiya Ab dil ka sahara koi naheen Ik gham ke siwa is duniya main Is dil ki kashti maujon main Doobay gi phir doobay gi Nadiya hai kinara koi naheen Toofan hai sahara koi naheen Ik gham ke siwa is duniya main Raat andheri gham ke sayay Kalay badal tez hawa Aik andhera chaya hai Aur chaand sitara koi naheen Ik gham ke siwa is duniya main Dil raakh howa barbaad howay Aur aag lagi deewaron main Is ghar main akailay baithay hain Aur saath tumhara koi naheen Ik gham ke siwa is duniya main Ab aur hamara koi naheen Tab dil ke saharay thay kiya kiya Ab dil ka sahara koi naheen Ik gham ke siwa is duniya main Ik gham ke siwa is duniya main Explain Request ×
Lyrics taken from
/lyrics/s/sajjad_ali/koi_nahee.html