Badtameez Dil lyrics by Yeh Jawaani Hai Deewani with meaning. Badtameez Dil explained, official 2025 song lyrics | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Yeh Jawaani Hai Deewani – Badtameez Dil lyrics
Badtameezee ek bimari hai
Ek aisi bimari

Jo dhere dhere waqt ke saath
Budhaape mein badal jaati hai
Main kehta hoon jab tak budhaapa nahi aata
Thodi badtameezee hi kar lete hai

Paan main pudeena dekha
Naak ka nageena dekha
Chikni chameli dekhi
Chikna kameena dekha
Chaand ne cheater hoke cheat kiya toh
Saare taare bole gilli gilli akhaa

Pa para para...
Meri baat, teri baat
Zyada baatein boori baat
Thaali mein katora leke
Aaloo bhat, Muri bhat
Mere peeche kisi ne repeat kiya toh
Saala maine tere muh pe maara mukka

Ispe bhoot koi chadha hai
Theharna jaane naa
Ab toh kya buraa kyaa bhalaa hai
Fark pehchaane naa
Zidd pakad ke khadaa hai kambakht
Chhodna jaane naa

Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na
Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na

Yeh jo haal hai, sawaal hai, kamaal hai
Jaane na jaane na
Badtameez dil, battameez dil badtameez dil
Maane naa...

Hawa mein hawaana dekha
Dhimka falaana dekha
Seeng ka Singhara khaake
Sher ka ghuraana dekha
Poori duniya ka gol gol chakkar leke
Maine duniya ko maara dhakka

Pa para para...
Hey Bollywood Hollywood very very jolly good
Raayi ke pahaad par teen futa liliput
Mere peeche kisi ne repeat kiya toh
Saala maine tere muh pe maara mukka

Ayaashi ke one way se khudko
Modna jaane naa
Kambal bewajah sharam ka
Odhna jaane naa
Zidd pakad ke khadha hai kambakht
Chodhna jaane na... Haha...

Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na
Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na

Aaj saare, chaand taare
Bann gaye hai disco lights
Jal ke, bujha ke humko bula ke
Keh rahe hai, Party all nights
Naata betuki dillagi se, todna jaane na
Aane wale kal ki fikar se, judna jaane na

Zidd pakad ke khada hai kambakht
Chodhna jaane na... Haha...

Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na
Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na

Yeh jo haal hai, sawaal hai, kamaal hai
Jaane na jaane na
Badtameez dil, battameez dil badtameez dil
Maane naa...
×

Badtameezee ek bimari hai Ek aisi bimari Jo dhere dhere waqt ke saath Budhaape mein badal jaati hai Main kehta hoon jab tak budhaapa nahi aata Thodi badtameezee hi kar lete hai Paan main pudeena dekha Naak ka nageena dekha Chikni chameli dekhi Chikna kameena dekha Chaand ne cheater hoke cheat kiya toh Saare taare bole gilli gilli akhaa Pa para para... Meri baat, teri baat Zyada baatein boori baat Thaali mein katora leke Aaloo bhat, Muri bhat Mere peeche kisi ne repeat kiya toh Saala maine tere muh pe maara mukka Ispe bhoot koi chadha hai Theharna jaane naa Ab toh kya buraa kyaa bhalaa hai Fark pehchaane naa Zidd pakad ke khadaa hai kambakht Chhodna jaane naa Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Yeh jo haal hai, sawaal hai, kamaal hai Jaane na jaane na Badtameez dil, battameez dil badtameez dil Maane naa... Hawa mein hawaana dekha Dhimka falaana dekha Seeng ka Singhara khaake Sher ka ghuraana dekha Poori duniya ka gol gol chakkar leke Maine duniya ko maara dhakka Pa para para... Hey Bollywood Hollywood very very jolly good Raayi ke pahaad par teen futa liliput Mere peeche kisi ne repeat kiya toh Saala maine tere muh pe maara mukka Ayaashi ke one way se khudko Modna jaane naa Kambal bewajah sharam ka Odhna jaane naa Zidd pakad ke khadha hai kambakht Chodhna jaane na... Haha... Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Aaj saare, chaand taare Bann gaye hai disco lights Jal ke, bujha ke humko bula ke Keh rahe hai, Party all nights Naata betuki dillagi se, todna jaane na Aane wale kal ki fikar se, judna jaane na Zidd pakad ke khada hai kambakht Chodhna jaane na... Haha... Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil Maane na, maane na Yeh jo haal hai, sawaal hai, kamaal hai Jaane na jaane na Badtameez dil, battameez dil badtameez dil Maane naa... Explain Request ×



Lyrics taken from /lyrics/y/yeh_jawaani_hai_deewani/badtameez_dil.html

  • Email
  • Correct
0

Badtameez Dil meanings

Write about your feelings and thoughts about Badtameez Dil

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

Badtameez Dil Full Song HD Yeh Jawaani Hai Deewani | Ranbir Kapoor, Deepika Padukone

Featured lyrics

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z